Contents
Bihar Board 12th Chemistry Answer Key 2021:- Bihar School Examination Board (BSEB), Patna Intermediate 12th Annual Exam Chemistry Paper Answer Key 2021 ki talash kar rahe students is page se download kar sakte hain. Yadi aap bhi Bihar Board Chemistry ka Objective Answer Key 2021 khoj kar rahe hain to is post ke madhyam se aasani se download kar sakte hain. Bihar Board Class 12th Chemistry Answer Key.
Bihar Board ne Chemistry ka Exam 03 February 2021 ko kai sare exam centers par liya hai, Jiske baad kafi sankhya me students MCQ Objective Question ka Answer Key download karke check karna chahte hain. To Board Chemistry Paper ke 45 Objective Question ka Answer Key official website par jaari karega. Lekin BSEB 12th Chemistry Paper ka unofficial Answer Key uplabdh hai. Students jo 03 February 2020 koBihar Board Inter Chemistry Paper Exam me upsthit the to MCQ/ Objective Question Answer Key download kar sakte hain niche ke link se.
BSEB 12th Chemistry Answer Key 2021
Bihar Board Inter Chemistry Exam 45 MCQ Objective Question ka Answer Key 2021 4th week of February 2021 me apne officially jaari karega. Aap jante honge ki yah exam total 70 Marks ka liya gya hai, Jisme se 45 MCQ Objective Question jabki 25 Subjective Question hai aur 30 Marks ka Practical Exam pahle hi aapke sambadhit Schools/ Colleges dwara liya ja chuka hai. Lekin ab sabhi students jo Chemistry Paper Exam me shamil the ve MCQ 45 Objective Question ka Answer Key janch karne ke liye utsahit hain.
Isliye sabhi ko batana chahunga ki Bihar Board Chemistry Paper ka official answer key exam smapt hone ke kuchh din baad PDF me jaari karta hai. Jabki unofficial answer key jise ek achhe coaching institute dwara solve kar release kiya gya hai. Aap ise is post me niche diye gye direct link ke madhyam se check karke apne marks ka anuman laga sakte hain.
Bihar Board Inter Chemistry Objective Answer Key 2021 – Details
Name of Board | Bihar School Examination Board, Patna |
Post | Answer Key 2021 |
Exams | Bihar Board Inter Chemistry Exam 2021 |
Exam Dates | 05 February 2021 |
Section | MCQ Objective & Subjective |
Total Marks | 70 (Objective 45) & (Subjective 25) |
Answer Key PDF Download Mode | Online |
Official Website | http://biharboardonline.bihar.gov.in/ |
छात्र नीचे तालिका से जीवविज्ञान की 45 MCQ वस्तुनिष्ठ उत्तर कुंजी 2021 की महत्वपूर्ण बिवरण को चेक कर सकते हैं. और जैसे हीं बिहार बोर्ड के अधिकारीयों द्वारा बिहार बोर्ड रसायन विज्ञान उत्तर कुंजी 2021 अधिकारिक वेबसाइट पर अपलोड किया जाता है तो हम इस वेबसाइट पर उत्तर कुंजी डाउनलोड करने का सीधा लिंक साझा करेंगे, इसके बाद आप इस पृष्ट से रसायन विज्ञान उत्तर कुंजी डाउनलोड कर सकते हैं|
Bihar Board Chemistry Objective Answer Key 2021
To Board jald hi apne sabhi students ke liye Chemistry Paper Exam Answer Key ko official website par upload karega PDF me, aur ise aap bataye gye steps by step tarike and diye gye direct link ko follow kar online download kar sakte hain. Adhik jankari is page se unofficial Answer Key ki janch kar sakte hain. chemistry ka answer key bihar board 2021.
Answer Key | Date |
Bihar Board Inter Chemistry Exam | 04 February 2020 |
Answer Key | Release Soon |
How To Download Bihar Board Chemistry MCQ Objective Answer Key 2021
Bihar Board Chemistry Exam Answer Key 2021 download karne ke liye niche bataye gye steps ko follow karen.
- BSEB Board ke official website par jayen.
- Website ke main page se “Latest Circulars” section me jayen.
- Yaha aapko “Bihar Board Chemistry Exam Answer Key 2021” ka link dikhai dega ispar click karen.
- Aapke samne ek new page open hoga.
- Isme apna Roll No. & Roll Code ko enter karen.
- Iske baad Subject ko select karen.
- Chemisty Answer Key screen par show ho jayega, aap PDF me ise download karke check kar sakte hain.
Download Chemistry Answer Key 2021 | Release Soon |
Official Website | Visit Here |
BSEB 12th Chemistry Paper Answer Key 2021 Set Wise
Set / Code | Objective Answer Key PDF Download |
Set A | Download PDF |
Set B | Download PDF |
Set C | Download PDF |
Set D | Download PDF |
Set E | Download PDF |
Set F | Download PDF |
Set G | Download PDF |
Set H | Download PDF |
Set I | Download PDF |
Set J | Download PDF |
Bihar Board ke officially Chemistry Paper Exam Answer Key 2021 publish karne ke baad table me diye gye PDF link ko active kar diya jayega, aap yaha se download kar sakte hain.