Contents
Bihar NEET UG Merit List 2021 :- Hello Friends, Yadi aap Bihar NEET UG Merit List 2021 PDF release hone ka wait kar rahe hai, To isse related sabhi update & details is article me share kiya ja raha hai. Aapke jankari ke liye NEET UG Result 2021 pahle hi jari kiya ja chuka hai, Aur ab State Wise NEET UG Merit List jari kiya jayega. Bihar BCECE Board bahut hi jald apne official website @bceceboard.bihar.gov.in par NEET UG Merit List/ Rank List online jari karne vala hai. Aap sabhi candidates is article ke jariye Bihar NEET UG Merit List 2021 se related details prapt kar sakte hai.
NTA ne September 2021 me hi National Eligibility Entrance Test (NEET-UG) conduct kar liya hai, Jiske bad November 2021 me iska Result bhi online release kar diya gaya hai. Ab sabhi students apne state ke College me Medical seat prapt karne ke liye State Wise NEET UG Merit List 2021 PDF ki khoj kar rahe hai. BCECEB Board Bihar ke sabhi Medical College me NEET ke 85% of Quota seats reserve karegi.

Latest Update:- Bihar NEET UG Merit List 2021 has been release on its official website @bceceboard.bihar.gov.in. Candidates can download their Bihar NEET UG Rank List from the direct link given below.
Bihar NEET UG Merit List 2021 PDF
BCECEB apne official website @bcecebceceboard.bihar.gov.in par Nov-Dec 2021me Bihar NEET UG Merit List 2021 jari kiya hai. Jin bhi students ne NEET 2021 Exam me shamil huye hai, Aur Entrance Test me shamil ho chuke hai. To ve sabhi candidates online Bihar NEET UG Merit List download karenge, Aur yadi aapka name is merit list me shamil hoga, Tab aap Allot kiye gaye Medical College me Admission le sakte hai.
Yaha is article me Bihar NEET UG Merit List 2021 se related sabhi information jaise ki important dates, How to check Bihar NEET UG Merit List, Important links ke bare me jankari di gayi hai. Sabhi candidates Bihar NEET UG Rank List 2021 se related details check karne ke liye niche scroll kare.
Bihar NEET UG Rank List 2021- Overview
Board Name | Bihar Combined Entrance Competitive Examination Board (BCECEB) |
Exam Name | National Eligibility Entrance Test (NEET- UG) 2021 |
Article Name | Bihar NEET UG Merit List 2021 |
Courses Name | MBBS / BDS |
Merit List Date | Available Soon |
No. of Medical and Dental Colleges in State | 10 |
No. of Private Medical & Dental Colleges | 07 |
Official Website | bceceboard.bihar.gov.in |
Bihar NEET Counselling Dates 2021
BCECE Board jab bhi apne official website @bceceboard.bihar.gov.in par Bihar NEET UG Merit List 2021 release karta hai, Iske sabhi sabhi students ko verification process yani ki Bihar NEET Counselling 2021 me shamil hona hoga. Ummid hai ki December 2021 2nd week me Medical & Dental seat ke liye counselling shuru kar di jayegi.
Events | Dates |
1. Announcement of NEET Result 2021 | 01 Nov 2021 |
2. Starting of UGMAC Registration | Update Soon |
3. Registration Last date | Update Soon |
4. Payment Last date | Update Soon |
5. Seat allotment and Choice filling starts | Update Soon |
6. Final Bihar NEET UG Rank List 2021 | Update Soon |
7. Documents verification and Counselling starts | Update Soon |
8. Online Payment of Fees | Update Soon |
9. Classes will commence from | Update Soon |
How To Download Bihar NEET UG Merit List 2021?
Bihar NEET UG Merit List download karne ke liye niche diye gaye steps follow kare :-
- BCECEB ke official website @bceceboard.bihar.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Latest Update Section” par click kare.
- Iske bad vaha “Bihar NEET UG Merit List 2021” ke link par click kare.
- Iske bad aap vaha “Application No. & Date of Birth” enter kare.
- Aapke screen par “Rank List/Merit List PDF” opne ho jayega.
- Vaha se aap apna Merit list download kar sakte hai.
Important Direct Links
Bihar NEET-UG Merit List | Download Here |
BCECEB Official Website | https://bceceboard.bihar.gov.in/ |
Reservation of Bihar NEET UG Rank List 2021
NEET Result 2021 ke basis par Medical and the Dental college me admission process full fill kiya jayega. Aise me sabhi category ke students ke marks ke basis par Bihar NEET UG Merit List 2021 me reservation diya jayega.
Students Category | Seat wise Reservation |
General category | 50% |
OBC category | 12% |
EBC category | 18% |
SC category | 16% |
ST category | 01% |
Girl candidates | 03% |
Details Present on Bihar NEET UG Merit List
- Name of Test
- Centre Information
- Name
- Minimum Marks
- Centre Name
- Roll Number
- Marks Obtained
- College Alloted
- Status
Aap sabhi candidates updar diye gaye link ke madad se Bihar NEET UG Merit List 2021 online download kar sakte hai. Yaha hamne Bihar NEET UG Rank List ke bare me puri jankari pradan kiya hai.
Yadi aapke paas abhi bhi isse sambandhit koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.