Hindi Jankari

Birth & Death Registration Online जन्म मृत्यु प्रमाण पत्र (All-State) आवेदन @crsorgi.gov.in

Contents

Birth & Death Registration Online :- Hamne aaj ke is article me Birth and Death Registration karne ka pura process aap sabhi ke sath share kiya hai. Aap sabhi is article ko ache se padhe, Aur diye gaye steps ko follow karke Birth/ Death Certificate ke liye online registration kar sakte hai. Birth & Death Certificate kaise banaye, Iski puri jankari is post me share ki gayi hai.

Yadi aap Birth/ Death Certificate online banvana chahte hai, To aapke suvidha ke liye Indian government ne iska registration process online shuru kar diya hai. Sabhi state ke log Birth and Death Registration online karne ke liye iske official website @crsorgi.gov.in par visit kar sakte hai.

Aap sabhi ke jankari ke liye yah bhi bata den ki Central Government ke Birth and Death Registration Act 1969 ”(RBD Act no. 1969) ke anusar ek vykati ke birth aur death ka registration karvana anivary hai.

Birth and Death Registration Online

Scheme NameBirth & Death Registration
Launched ByCentral Government
BeneficiaryAll State’s People
DepartmentCivil Registration System
Registration Processonline
Official Websitecrsorgi.gov.in

How to Apply Online for Birth/Death Certificate?

Yadi aap Birth/Death Certificate 2021 online banvana chahte hai, To niche diye gaye steps follow kare :-

  • Sabse pahle aap iske Official website @https://crsorgi.gov.in/ par visit kare.
  • Isk e homge par par “Public Sign Up” option select kare.
  • Sign up karne ke liye aap apna username, mobile number, and email id enter kare.
  • Apne bache ka Date of birth enter kare.
  • Aur iske bad state and district, sub-district, village, and town name enter kare.
  • Iske bad aapko ek ID & Password diya jayega, Jisse aap Login kar sakte hai.

How To Login on Birth and Death Registration Portal?

  • Details submit karne ke bad, Email id par crsorgi.gov.in dwara bheje gaye link par click kare.
  • Ab ID & Password ke jariye login kare.
  • Iske bad iske home page par “birth and death options” select kare.
  • Ab Birth Registration select kare, Child delivery ke 21 Din pahle Birth registration kare.
  • Ab us bache se related details jaise ki father’s name, aadhaar number, mobile number, email id enter kare.
  • Sabhi details fill up kare ke bad documents upload kare, Aur form submit kar den.
  • Birth/ Death registration form ek ek photo coply nikal len, Aur update ke is website par visit karte rahe.

Birth & Death Registration Online >>> https://crsorgi.gov.in/web/index.php/auth/login

Is prkar aap sabhi Bhartiye nagrik Birth & Death Certificate banvane ke liye avedan kar sakte hai. Iske bad aap @crsorgi.gov.in Portal se “Status of Application” or “Verification of Certificate” kar sakte hai.

Yaha hamne Birht & Death Certificate & Registration ki puri prkriya share kiya hai. Yadi aapko abhi bhi isme koi pareshani ho rahi hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.

Leave a Comment