Contents
HBSE 12th Exam Date Sheet 2021:- Yadi aap Board of School Education Haryana Class 12th Exam Date Sheet and Time Table ki khoj kar rahe hain, To uske bare me is article me sabhi sambandhit jankari di gyi hai. Bata den ki Haryana Board (Arts/ Science/ Commerce) Stream +2 Annual Exams 2021 May-June me aayojit karne ja raha hai, Jis se pahle Exam me bhag lene bale sabhi Students ke liye Haryana Board 12th Exam Date Sheet 2021 PDF official website https://bseh.org.in/ par upload karega.
Aapki jankari ke liye bata den ki Haryana Board +2 ke sabhi Stream ke liye Subject wise Theory and Practical Exam Time Table/ Routine online mode me jaari kiya jayega. Students Class 12th ke Bhiwani Board Exams ki new HBSE Exam Date sheet 2021 ko is page ke madhyam se dekh sakte hain, Jo HBSE 12th Board Exam me upsthit hone ja rahe hain. Sath hi diye gye official link se pdf download bhi kar sakte hain.
माध्यमिक शिक्षा बोर्ड हरियाणा कक्षा 12वीं दिनांक शीट 2021 (विज्ञान, कला और वाणिज्य) के लिए सिद्धांत और व्यावहारिक परीक्षा की घोषणा की है, बोर्ड के आपेक्षानुसार मई जून महीने में वार्षिक परीक्षा आयोजित करने की सम्भावना है. लेकिन हरियाणा बोर्ड कक्षा 12वीं परीक्षा तिथि पत्र 2021 दिसंबर या जनबरी तक जारी होगी|
Haryana Board Class 12th Exam Date Sheet 2021
To HBSE Bhiwani Board ke (Arts/ Science/ Commerce) ke sabhi Students ke liye Haryana Board Class 12th Exam Date jaari kiya gya hai. Saphaltapurvak HBSE +2 Exam Form bhar chuke candidates ko Stream and Subjects Wise Theory & Practical Exam Program ki janch karni chahiye.
Us se pahle sabhi ko janana jaruri hai ki Board Academic Calendar ke anusar Mid Term, Unit Test and Pre Board Exam ka aayojan karta hai. Aur HBSE 12th Class Exam Date Sheet 2021 PDF file official website par upload ki jati hai, Jise is page se download kar sakte hain.
Aur ha, Haryana Board Date Sheet Senior Secondary Class 12th Exam Time Table/ Routine sirf iske official portal https://bseh.org.in par uplabdh hogi. Lekin In baton ko dhyan rakhna hai ki Board March/ April me 12th Practical Exam smapt karne ke baad Theory Paper Exams ko aayojit karega.
HBSE 12th Date Sheet 2021 Details
Name of Board | Board of School Education Haryana (HBSE) |
Article | HBSE 12th Annual Exam Date Sheet 2021 |
Class Name | 12th (XII)/ Senior Secondary |
Stream | Arts/ Science & Commerce |
Exam Dates | May/ June 2021 |
Date Sheet Release Date | December/ January 2021 |
Download Mode | Online |
Official Website | https://bseh.org.in/ |
Haryana Board (BSEH) 12th Exam Time Table 2021
HBSE Haryana Board Authority Class 12th (Senior Secondary) Exam Programme ki ghoshna ke liye planning kar rahe hain. Ummid hai ki December 2020 ke last week tak jaari kar di jayegi. Aise bhi 10th/ 12th Exam shuru hone se 1 – 2 month pahle official website se Regular and Private sabhi Students Subject Wise Exam Date Sheet ki janch kar sakenge, https://bseh.org.in/ se.
But, Haryana Board Exam Date Sheet sirf unhi Students ke liye jaari ki jati hai, Jinohne 12th Annual Exams me shamil hone ke liye Exam Form bhara hai. Isliye HBSE 12th Class Date Sheet 2021 ki latest update ke liye atozclasses.com par regular bane rahne ki salah di jati hai.
Haryana Board 12th Exam Date 2021
Aap niche table se Tentative Class 12th Exam Date 2021 ki janch kar sakte hain.
Group I:- Humanities Group (Arts)
Group II:- Commerce Group
Group III:- Science Group
Aur Board ke officially Exam Schedule publish karne par PDF download karne ke liye niche diye gye link ko active kar diya jayega.
Sr. Secondary Group | Subject | Exam Dates |
All Groups | English (Core/Elective) | May 2021 |
All Groups | Hindi (Core/Elective)/ English Special in Lieu of Hindi (Core) | May 2021 |
I, II, III | Physics/ Economics | May 2021 |
I | Fine Arts (All Options) | May 2021 |
I, III | History/ Bio-Technology | May 2021 |
I, II | Philosophy/ Accountancy | May 2021 |
– | ITES (Information Technology & Enabling Services) (For Govt. Model Sr. Sec. School, SLCE Sec-28 Faridabad only) | May 2021 |
I, II, III | Music Hindustani (All Options)/ Computer Science | May 2021 |
I ,II, III | Mathematics | May 2021 |
I, III | Home Science | May 2021 |
I, III | Geography | May 2021 |
I, II, III | Punjabi | May 2021 |
I | Political Science | May 2021 |
I, II, III | Chemistry/ Business Studies/ Public Administration | May 2021 |
I | Physical Education | May 2021 |
I, II | Sociology/ Entrepreneurship | May 2021 |
I, III | Psychology/ Biology | May 2021 |
I, III | Military Science/ Agriculture/ Dance(All Options) | May 2021 |
I, II, III | Sanskrit/ Urdu | May 2021 |
I, II, III | Retail/ Security/ Automobile/ IT & ITES/ Patient Care Assistant/ Physical Education & Sports/ Beauty & Wellness/ Office Secretary Ship and Stenography in Hindi/ English | May 2021 |
How To Download Haryana Board 12th Exam Date Sheet 2021?
- HBSE ke official website par pahle visit karen.
- https://bseh.org.in/
- Home page ko niche scroll karne par “News” section me Examinations Notifications dikhai dega.
- Yaha se HBSE 12th Date Sheet 2021 ke link par click karen, Yah officially publish hone par uplabdh hoga.
- Ab link par click karke Time Table PDF file download karen.
- Iske baad HBSE 12th Exam Dates check karen, Aur future me upyog ke liye Time Table ka Printout nikal len.
Download Link
Download The HBSE 12th Exam Date Sheet 2021 (Released December/ Jan)
Details on HBSE Board Sr. Sec Exam Date Sheet 2021
- Exam Name
- Board Name
- Date & Day of the Examination
- Timings of the Examination
- Total subjects
- Subjects code
- Subjects name
- Other Information