Contents
India Post GDS Vacancy 2021 :- Hello Friends, India Post ne Uttar Pradesh & Uttarakhand State me Gram Dak Sevak (GDS) Bharti 2021 ke liye notification release kiya hai. India Post ne Uttar Pradesh & Uttarakhand GDS circles (Cycle III) notification online jari kiya hai. Yadi aap GDS Recruitment ke liye interest rakhte hai, To aap iske liye online Application form apply kar sakte hai. Hamne aaj ke is article me UP GDS Recruitment 2021 & Uttarakhand GDS Vacancy 2021 se related sabhi details share kiya hai.
Indian Post ne UP & Uttarakhand GDS (4845 Post) ke liye bharti ka aayojan karne ja raha hai. Yadi aap bhi is vacancy ke liye eligible hai, To aap is article me GDS Recruitment 2021 se related Notification release date, Total posts, Eligibility, Age Limit, Registration Date, process to apply online etc. details check kar sakte hai.
Latest Update :- India Post ne 4845 Post GDS Recruitment 2021 ke liye Notification release kiya hai. Sabhi interested candidates 23 August 2021 se 22 September 2021 tak Application form apply kar sakte hai.
Yadi aap Uttar Pradesh & Uttarakhand state ke yuva nagrik hai, Aur sarkari naukari ki khoj kar rahe hai, To yah aapke liye sunhara mouka ho sakta hai. GDS Recruitment 2021 ki sabhi details niche share ki gayi hai.
India Post GDS Vacancy 2021
Uttar Pradesh & Uttarakhand state me aise bahut se berojgar yuva hai, Jo Gram Dak Sevak (GDS) Vacancy 2021 ka wait kar rahe the, Un sabhi yuvaon ke liye ek achhi khabar hai. India Post ne apne main official website @appost.in par “UP & Uttarakhand GDS Recruitment 2021” ke liye notification jari kar diya hai.
India Post is bar Gram Dak Sevak ke 4845 posts ko bharega, Jiske liye 23 August se 22 September 2021 tak application form manga ja raha hai. Jin candidates ke paas 10th Class certificate hai, Ve home guard vacancy ke liye apply kar sakte hai. Aap UP & Uttarakhand GDS Vacancy 2021 ka notification niche check kar sakte hai.
GDS post ke liye online form apply kaise kar sakte hai, Iski jankari niche is post me share ki gayi hai. Lekin usse pahle aap is Gram Dak Sevak (GDS) Recruitment ki puri details jaise ki, Notification, Age limit, Educational criteria, Salary jaisi any jankariyan is post me prapt kar sakte hai.
India Post GDS Recruitment 2021- Overview
Authority Name | India Post |
Article Name | GDS Recruitment 2021 |
Post Name | Gramin Dak Sevak (GDS) |
State Vacancy | Uttar Pradesh & Uttarakhand |
Total Post | 4845 Post |
Application Date | 23 August 2021 – 22 September 2021 |
Apply Mode | Online Only |
Official Website | http://appost.in |
India Post GDS Vacancy 2021 (4845 Post) Notification
India Post ne Gramin Dak Sevak (GDS) ke 4845 Post ke liye Recruitment notification jari kiya hai. Sabse pahle aap sabhi candidates is UP & Uttarakhand GDS Recruitment notification ke liye Total Vacancy, Qualification, Selection process and Online Apply ke bare me yaha check kar sakte hai.
Post Name & State | Total Post |
GDS (Uttar Pradesh) | 4264 |
GDS (Uttarakhand) | 581 |
UP & Uttarakhand ke aise unemployment ke karan new GDS Vacancy ka wait kar rahe hai. Jiske bad India Post ne Gramin Dak Sevak (GDS) 4845 Post ke liye Recruitment notification release kiya hai. Sabhi candidates niche diye gaye direct link se GDS Recruitment ke liye apply kar sakte hai.
India Post GDS Bharti 2021 – Eligibility Criteria
Education Qualification
- Education Qualification – Candidates should have passed 10th Class with minimum 50% marks from recognized Board.
- Technical Qualification – Knowledge of Local Language and Basic Computer Training.
Application Fee
- General/ OBC/ EWS – Rs.100/-
- SC/ ST/ PWD – Rs.0/-
- All Female – Rs.0/-
Important Date
Apply Online Start Date | 23.08.2021 |
Apply Online Last Date | 22.09.2021 |
Age Limit
- Age limit as on 23.08.2021
- Minimum Age – 18 Years
- Maximum Age – 40 Years
GDS Vacancy 2021- Required Documents
- Mobile Number
- Birth Certificate
- 10th / Matric Marksheet
- Scanned Photo
- Scanned Signature
- Computer Certificate
How To Apply Online For India Post GDS Vacancy 2021?
Yadi aap India Post GDS Vacancy 2021 ke liye online apply karna chahte hai, To aap niche diye steps ko follow kar sakte hai :-
- Sabse pahle aap India Post ki official website @appost.in par jaye.
- Iske home page par “UP & Uttarakhand GDS Recruitment / Career” Section par click kare.
- Notification download kare, aur ek bar padhe.
- Sabhi details padhne ke bad, “Apply Online” par lcick kare.
- Registration Form fill kare, Aur Documents upload kare.
- Apna registration fee pay kare.
- Registration form submit kar den, Aur ek print out nikal len.
Important Links
GDS Vacancy 2021 | Important Links |
Registration Online | Click Here |
Apply Online | Click Here |
Download Notification | Uttar Pradesh || Uttarakhand |
Application Status Form | Click Here |
Official Website | Click Here |
Aap sabhi candidates upar diye gaye direct link se “UP & Uttarakhand GDS Vacancy 2021” ke liye online application form bhar sakte hai. Yaha hamne Indian Post dwara nikali gayi latest job vacancy ke bare me jankari di hai.
Yadi aapko abhi bhi is vacancy se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai. Aap hamare is Website se sabhi latest Job ki full details prapt kar sakte hai.