Merit List Result

JNVST Class 6th Result 2021 (Date Out): Check Navodaya 6th Merit List Online

Contents

JNVST Class 6 Result 2021 :- Hello Friends, Navodaya Vidyalaya Samiti (JNVST) ne Class 6th Result Date 2021 jari kar diya hai, Jiske anusar JNVST September 2021 me Class 6th Result & Merit list jari karne vala hai. Yadi aap bhi Navodaya Vidyalaya me Class 6th Admission ke liye Entrance Test 2021 me shamil ho chuke hai, To aap bhi apna result online check kar sakte hai. Aap sabhi students is article me JNVST Class 6 Result 2021 se related sabhi update prapt kar sakte hai.

Navodaya Vidyalaya Samilit (JNVST) ne Class 6th entrance test ke liye official notification October 2020 me release kiya tha, Sabhi interested students application form fill up kar chuke hai, Aur iske Entrance Test me shamil huye hai. JNVST ne 11th August 2021 ko Class 6th Entrance Test conduct kya hai, Jiska Result & Merit List ab September 2021 me jari kiya jayega.

लेटेस्ट अपडेट :- नवोदय विद्यालय समिति Class 6th Entrance Test रिजल्ट और मेरिट लिस्ट सितम्बर 2021 में जारी करने वाला है, जिसे सभी छात्र इस आर्टिकल में दिए गए डायरेक्ट लिंक से ऑनलाइन चेक कर सकते है|

JNVST Class 6 Result 2021

Jo bhi students JNVST Class 6th Entrance Test 2021 me shamil huye hai, Ve bahut hi dino se result jari ho jane ka wait kar rahe hai. Aise me aap students ke liye hamne is article me Navodaya Vidyalaya Class 6th Result & Merit List 2021 online check karne ke bare me jankari share kiya hai.

Navodya Vidyalya Samiiti (JNVST) ne 11th August 2021 ko Class 6th & Class 9th Entrance Examination conduct kiya hai, Aur ab JNVST examination authority ne Answer Key release kar diya hai. Sabhi students Result kab jari hoga, Iske bare me jankari prapt karna chahte hai. Isliye hamne JNVST Class 6th Result Date share kiya hai, Us date ko aap apna Result online download kar sakte hai.

Navodaya Vidyalaya Class 6 Result 2021- Overview

Organization NameJawahar Navodaya Vidyalaya Samiti
Exam NameNavodaya Class 6 Admission Test
Session2021-22
Exam Date11th August 2021
Article NameJNVST Class 6 Result & Merit List2021
Result Release DateSeptember 2021 (Expected)
Result ModeOnline Only
Official Websitehttps://navodaya.gov.in/

Navodaya Vidyalya Class 6 Result 2021 Date

Navodaya Vidyalaya Class 6 entrance examination 2021 Result & Merit List online JNVST ke official website @navodaya.gov.in par September 2021 me kiya jayega. Navodaya Vidyalaya Class 6 Exam Mental Ability, Arithmetic, Language ke basis par conduct kiya gaya hai, Jiska Result bahut hi jald jari kiya jayega.

Navodaya Vidyalya bahut hi jlad Navodaya Class 6 Result PDF online jari kar diya hai. Aap sabhi students JNVST ke official website @navodaya.gov.in se Answer key download kar sakte hai. JNVST Class 6 Exam Result & Merit List 2021 download karne ke liye hamne niche direct link provide kiya hai.

Jawahar Navodaya Class 6 Merit List 2021

Navodaya Vidyalaya Samiti ne Class 6 Exam 2021 conduct kiya hai. Is exam me ek badi sankhya me students shamil huye hai, Jo ki Navodaya Vidyalaya Class 6 me Admission lena chahte hai. Ab sabhi candidates official Merit List jari hone ka wait rahe hai, Jiske basis par hi ve JNVST me Class 6th me Admission le sakte hai.

Navodaya Class 6th Admission 2021 ke liye apply karne ke bad sabhi candidates 1st & 2nd Merit List me apna naam check kar sakte hai. Yadi aapka naam Merit list me shamil hoga, Tab aap iske allotted Navodaya Vidyalya me Admission le sakte hai, Ham aapko JNVST Class 6th Merit List 2021 se related sabhi jankari niche denge.

How To check Navodaya Class 6 Result 2021?

Yadi aap Navodaya Vidyalaya Class 6 Result & Merit List 2021 online download karna chahte hai, To aap niche diye gaye steps follow kar sakte hai :-

  • Sabse pahle aap JNVST ke official website @navodaya.gov.in par visit kare.
  • Iske home page par “Latest Update” section par click kare.
  • Ab vaha se “Class 6 Exam Result 2021” ke link par click kare.
  • Aapke screen par PDF form me answer key open ho jayega.
  • Answer Key download kare, Aur apne marks check kare.

-: Important Direct Links :-

Navodaya Class 6 Result 2021Download Here
Navodaya Class 6 Merit List 2021Download Here
JNVST Official Websitehttps://navodaya.gov.in

JNVST Class 6 Cut Off Marks 2021

CategoriesCut Off Marks (Expected)
General73%
Other Backward Castes (OBC)69%
Scheduled Castes (SC)63%
Scheduled Tribes (ST)58%

Aap sabhi students Navodaya Vidyalaya Class 6 Exam Result & Merit List 2021 online is article me diye gaye Link ke jariye download kar sakte hai. Yadi aapke paas abhi bhi isse related koi saval hai, To aap apna saval niche comment box me puch sakte hai.

Leave a Comment