Contents
Navodaya Vidyalaya Class 11 Result 2021 :- Hello Friends, Yadi aapne bhi Jawahar Navodaya Vidyalaya (JNV) me Class 11th Admission 2021 ke liye form apply kiya hai, Aur ab janna chahte hai ki iska Result and Merit list kab jari hoga, To aap bilkul sahi post par hai. Aapke jankari ke liye bata den ki Navodaya Vidyalaya Samiti (NVS) ne apne official website @navodaya.gov.in par Class 11 Result 2021 online jari kar diya hai. Aap sabhi students is article me diye gaye Direct link ke jariye apna Navodaya Class 11 Result PDF 2021 download kar sakte hai.
Navodaya Vidyalaya Samiti (NVS) ne Class 11t Admission 2021 Result online jari kar diya hai. NVS ne online mode me 28 September 2021 ko apne official website @navodaya.gov.in par Class 11 Result jari kiya hai. Jo bhi candidates JNV Class 11th Admission 2021 ke liye form apply kiye hai, Ve apna Result online download kar sakte hai.
Latest Update :- Navodaya Vidyalaya Class 11 Result 2021 ऑनलाइन 28 सितम्बर 2021 को जारी कर दिया गया है, यह रिजल्ट ऑनलाइन इसके ऑफिसियल वेबसाइट @navodaya.gov.in पर जरी किया गया है. सभी उम्मीदवार नीचे दिए गए सीधे लिंक से अपना रिजल्ट डाउनलोड कर सकते हैं.
Navodaya Vidyalaya Samiti ne Class 11 Admission 2021 ke liye form accept kiya hai. Is exam me ek badi sankhya me students shamil huye hai, Jo ki Navodaya Vidyalaya Class 11 me Admission lena chahte hai. Ab sabhi candidates official Result and Merit List jari hone ka wait rahe hai, Jiske basis par hi ve JNVST me Class 11th me Admission le sakte hai.
Navodaya Class 11 Admission 2021 ke liye apply karne ke bad sabhi candidates Result & Merit List PDF me apna name check kar sakte hai. Yadi aapka naam Merit list me shamil hoga, Tab aap iske allotted Navodaya Vidyalaya me Class 11 me Admission le sakte hai, Ham aapko JNV Class 11th Result 2021 se related sabhi jankari niche denge.
Board Name | Jawahar Navodaya Vidyalaya (JNV) |
Article Name | Navodaya Class 11 Result 2021 |
Class | 11th |
Result Date | 28 September 2021 |
Result Status | Released Online |
Official Website | http://navodaya.gov.in |
JNV Class 11 Admission Result & Merit List 2021
Jawahar Navodaya Vidyalaya (JNV) apne official website @navodaya.gov.in par Class 11 Admission Result 2021 online 28 September 2021 ko jari kar diya hai. Sabhi eligible candidates apne Roll Number ke jariye Class 11 Result download kar sakte hai. JNV Class 11 Result 2021 download karne ke liye direct link & step by step method niche share kiya gaya hai.
Jo bhi candidates Class 11 Admission 2021 ke liye form fill up kar chuke hai, To unke liye good news hai. JNV ne online Class 11 Admsision ke liye Result and Merit List jari kiya hai. Sabhi candidates is article me diye gaye Link ke jariye Class 11th Result 2021 behad aasani se download kar sakte hai.
Yadi aap Navodaya Vidyalaya Class 11 Result 2021 online check karna chahte hai, To niche diye gaye steps follow kar sakte hai :
- Sabse pahle aap JNV ke official website @navodaya.gov.in par visit kare.
- Iske home page par “Latest Update” section par click kare.
- Ab agle page se “JNV Class 11 Result PDF 2021” ke link par click kare.
- Aapke screen par ek new PDF page open hoga.
- Iske bad aap apna “Roll Number & Name” enter kare.
- Result download kare, Aur ek print out nikal len.
Important Direct Links
Check 11th Result | Click Here |
Official Website | Click Here |
Details mentioned on JNV Class 11 Result 2021
- Full Name of Candidates
- Roll Number
- Photograph
- Category (ST/ SC/ BC & Other)
- Gender (Male/ Female)
- Exam Center Name & Code
- Date of Exam
- Minimum Marks
- Result Status
Hamne aaj ke is post me “Navodaya Class 11 Admission Result 2021” se related sabhi update share kiya hai. Result jari hone hi vala hai aur aap upar diye gaye Result link se online result download kar sakte hai.
Yadi aapko isse related koi saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.