Admit Card

PPU Part 3 Admit Card 2023 – Download Hall Ticket

Contents

PPU Part 3 Admit Card 2023: Hello Friends, Patliputra University (PPU) jald hi PPU part 3 admit card jaari karne ja raha hai jise aap niche diye gaye direct link se download kar sakte hain. Ham yaha par aap sabhi ko bata rahe hain ki kaise aap Patliputra University (PPU) part 3rd admit card online download kar sakte hain. Aap sabhi ko bata den ki PPU ke part 3 exam ka form bhara ja chuka hai lekin abhi tak iska exam date sheet jaari nahi kiya gya hai. Jald hi iska exam date sheet jaari kiya jayega aur uske baad Patliputra University (PPU) 3rd year admit card bhi online release kiya jayega.

PPU part 3 admit card aap sabhi kaise online download kar sakte hain uski puri jankari step by step hindi me niche di jaa rahi hai. Aap sabhi ke saath wo direct link bhi share ki jaa rahi hai jaha par admit card jaari kiya jayega. Aapko bata den ki Patliputra University (PPU) apna sabhi admit card online apne official site par jaari karta hai jise aap form number ya registration number ki help se download kar sakte hain aur phir ise print karke exam me upasthit ho sakte hain.

Patliputra University Part 3 Admit Card 2023

To jo bhi students Patliputra University (PPU) se graduation ke kisi bhi stream me padhai kar rahe hain ve apna admit card download kar sakte hain. Admit kaise download karna hai usi ki jankari ke liye ye article aap sabhi ke liye likha gya hai. To jaisa ki upar aap sabhi ko bataya gya hai ki aap form number ya registation number ki help se admit card download kiya ja sakta hai. UG part 3 ke admit card online download karne ka direct link official site se niche diya ja raha hai.

To aaiye ab jaante hain ki kaise aap Patliputra University (PPU) part 3 admit card 2023 step by step download kar sakte hain. Us se pahle is exam judi har jankari niche ke box me share ki jaa rahi hai.

PPU 3rd Year Admit Card 2023 Overview

विश्वविद्यालयपाटलिपुत्र विश्वविद्यालय, पटना
शैक्षणिक सत्र2023
कोर्सB.Com, B.Sc., BA
सरकारी वेबसाइटhttp://www.ppup.ac.in/

How to Download PPU Part 3 Admit Card 2023

  • Sabse pahle aap sabhi ko ppu ke official site www.ppuponline.in par visit karna hai.
  • Ab yaha se Admit card vale section par click karna hai.
  • Ek naya page open ho jayega.
  • Yaha se PPU part 3 admit card 2023 ke link par click karna hai.
  • Ab naye page me form number ya registration number daal kar search par click karna hai.
  • Aapka admit card show ho jayega.
  • aur is parkar aap PPU ADMIT CARD download kar payenge apne phone ya computer me.
  • iska ek print jarur karwa len.
  • Niche ke box me admit card download karne ka direct link share kiya gya hai.
PPU B.Sc Part 3 Admit Card CLICK HERE
PPU B.Com Part 3 Admit Card CLICK HERE
PPU B.A Part 3 Admit Card CLICK HERE

परीक्षा के लिए महत्वपूर्ण निर्देष

  1. परीक्षार्थी को नियत समय से आधा घंटे पूर्व परीक्षा केन्द्र पर पहुंच जाना है।
  2. परीक्षा प्रारम्भ होने के आधे घंटे के बाद उन्हें परीक्षा कक्ष में जाने नहीं दिया जाएगा और वे परीक्षा से वंचित हो जाएंगे।
  3. परीक्षा का समय समाप्त हो जाते ही अथवा लिखना समाप्त करने पर परीक्षार्थी को अपनी उत्तर पुस्तिका कक्ष के प्रधान निरीक्षक को देना होगा। किसी भी दशा में उत्तर पुस्तिका डेस्क पर न छोड़ी जाय और न उसे परीक्षा भवन से बाहर निकाला जाए।
  4. जो उत्तर पुस्तिका एक बार सौंपी जा चुकी है, वह किसी भी दशा में परीक्षार्थी को लौटायी नहीं जायेगी।
  5. प्रत्येक परीक्षार्थी के लिए एक निर्दिष्ट सीट का प्रबंध रहेगा जिस पर उसके प्रवेश-पत्र में अंकित संख्या लिखी होगी।
  6. परीक्षार्थी अपने निर्देष्ट स्थानों पर बैठें।
  7. जो परीक्षार्थी परीक्षा में दूसरे की सहायता करता या किसी प्रकार से अवैध सहायता लेने की चेष्टा करता हुआ अथवा परीक्षा में अनुचित लाभ के लिए दूसरे अवैध उपाय करता हुआ पाया जायेगा, वह परीक्षा से निकाल दिया जायेगा।
  8. परीक्षा हॉल में मोबाइल-फोन ले जाना वर्जित है। पाये जाने की स्थिति में मोबाईल को जब्त तथा परीक्षार्थी को निष्कासित कर दिया जायेगा।
  9. जो परीक्षार्थी भवन में अवैध उपायों का अलम्बन करते हुए पाये जायेंगे उन्हें तदनुसार दण्डित किया जायेगा।
  10. उत्तर लिखना प्रारम्भ करने से पहले प्रत्येक परीक्षार्थी के लिये अपनी उत्तर पुस्तिका के आवरण पृष्ठ पर अपना केन्द्र और नामांक तथा पंजीयन संख्या लिखना अनिवार्य है। परन्तु परीक्षार्थी को अपना नाम कदापि नहीं लिखना है।
  11. परीक्षार्थियों को चेतावनी दी जाती है कि जिस उत्तर पुस्तिका पर केन्द्र, नामांक और पंजीयन संख्या स्पष्ट रूप से लिखी न होगी उसे जाँचा नहीं जाएगा।

About Patliputra University

Patliputra University, Patna was established on 18th March, 2018, by the order of the Government of Bihar, vide Letter/memo no. 15/M1-71/2016-700, dated 09.04.2018. All the colleges of Patna and Nalanda districts, Bihar (India), fall under the jurisdiction of the Patliputra University except those attached to the Patna University.

The University has control over 25 constituent colleges, two government girls colleges, three minority colleges and a number of affiliated colleges. Many of these colleges are running university-approved post-graduate centres in various subjects besides skill-oriented courses in vocational and technical/professional areas.

Leave a Comment