Result

Punjab Cooperative Bank Result 2022 (Released): PSCB Merit List PDF Download

Contents

Punjab Cooperative Bank Result 2022 :- Hello Friends, Punjab State Cooperative Bank (PSCB) ne 17 September 2021 ko Manager, Clerk-cum Data Entry Operator (DEO), IT Officer, Steno Typist Written Test Result online jari kar diya hai.

PSCB ne apne official website @www.pscb.in par Punajb Cooperative Bank Result, Merit List & Cut Off release kiya hai. Yadi aap PSCB Recruitment Exam me 28th August & 29th August 2021 ko shamil huye hai, To aap apna Result online is article me diye gaye direct link ke jariye download kar sakte hai.

Latest Update :- PSCB has released Manager, Clerk-cum Data Entry Operator (DEO), IT Officer, Steno Typist Exam Result 2021 on its official website @www.pscb.in. You can get your result through this article. A direct link to download the PSCB Result PDF is given below.

Aapko bata den PSCB ne various post ke liye 856 Vacancies ke liye exam conduct kiya hai, Jiske bad 17 September 2021 ko iska Result jari kar diya gay hai. Yadi aap bhi PSCB Exam 2021 diya hai aur iska result download karna chahte hain to is article me aap sabhi ko ise download karne ki puri jankari di jaa rahi hai. Hamne PSCB Result PDF 2021 online download karne ke liye direct link bhi provide kiya hai.

Punjab Cooperative Bank Result 2021

Yadi aap bhi Punjab Cooperative Bank Exam 2021 me present the, To aapke liye good news hai. PSCB ne online mode me apne official website @www.pscb.in par Recruitment Exam Result jari kar diya hai. Jise aap online apne Roll Number & Name ke jariye check kar sakte hai. Sabhi candidates PSCB Result PDF 2021 release ho chuka hai, Aur aap is article me diye gaye Link ke jariye result download kar sakte hai.

PSCB ne apne official website @www.pscb.in par Manager, Clerk-cum Data Entry Operator (DEO), IT Officer, Steno Typist Result 2021 ko upload kar diya hai, Yadi aap bhi Exam me shamil ho chuke hai, To online result check kar skate hai. To aaiye ab jaante hain ki kaise aap PSCB result & merit List PDF 2021 step by step download kar sakte hain.

PSCB Various Post Result 2021- Overview

Board NamePunjab State Cooperative Bank (PSCB)
Test NameSenior Manager, Clerk-cum Data Entry Operator (DEO), IT Officer, Steno Typis
Article NamePSCB Result & Merit list 2021
Exam Date28th August 2021 & 29th August 2021
Result Date17 September 2021
Result ModeOnline in PDF format
Official Websitehttps://www.pscb.in

PSCB Merit List 2021 PDF Download

Punjab Cooperative Bank Exam 2021 me jo bhi candidates qualify karnege, Unka naam Merit List me shamil kiya jayega. Yadi aap bhi is exam me shamil huye hai, Aur iske Cut Off Marks jitna marks score karte hai, To aapka name bhi is merit list me shamil kiya jayega, Aur aap is vacancy ke agle selection process me shamil ho sakte hai. PSCB Merit List PDF download karne ke liye direct link niche share kiya gaya hai.

How to Download Punjab Cooperative Bank Result 2021?

  • Sabse pahle aap sabhi ko PSCB ke official site pscb.in par visit karna hai.
  • Ab yaha se Result vale section par click karna hai.
  • Ek naya page open ho jayega.
  • Yaha se PSCB Result 2021 ke link par click karna hai.
  • Ab naye page me ek PDF open hoga.
  • Aap vaha apna Roll Number & Name search karke, Result check kar sakt ehai.
  • aur is parkar aap PSCB Result download kar payenge.
  • iska ek print jarur karwa len.
  • Niche ke box me result download karne ka direct link share kiya gya hai.

Important Direct Links

PSCB Result 2021Senior Manager  ||  Manager  ||  IT Officer  ||  Clerk cum DEO  ||  Steno Typist
PSCB Official Websitehttps://pscb.in/

Details Present on PSCB Result 2021

  • Name of Test
  • Exam Date
  • Roll Number
  • Centre Information
  • Centre Name
  • Name
  • Minimum Marks
  • Status
  • Marks Obtained

Hamne aaj ke is post me “PSCB Result PDF 2021” se related sabhi update share kiya hai. Result jari ho chuka hai aur aap upar diye gaye Result link se online result download kar sakte hai.

Yadi aapko isse related koi saval puchna hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puch sakte hai.

Leave a Comment