Sarkari Yojna

UP Internship Yojana Required Documents: इन दस्तावेजों की मदद से करें आवेदन, देखें पूरी सूची

Contents

UP Internship Yojana Required Documents:- Uttar Pradesh ke Chief Minister ne Shree Yogi Adityanath ji ne apne rajya ke shikshit yuvao ke liye “UP Internship Yojana” ka shuruat kiya hai. Is yojana ke tahat internship karne vale yuvaon ko har mahine 2500 Rupaye prati mah diya jayega. Yadi aap bhi is scheme ke bare me jan chuke hai, Aur iske liye aavedan karna chahte hai, To sabse pahle is yojana ke liye Required Documents ki list check kar sakte hai.

उत्तर प्रदेश के मुख्यमंत्री श्री योगी आदित्यनाथ जी ने रोजगार मेले को संबोधित करते हुए इस “UP Internship Yojana” की शुरुआत की है, राज्य के सभी शिक्षित युवा इस इंटर्नशिप के जरिये प्रति महीने 2500 रुपये का लाभ उठा सकते है. उत्तर प्रदेश इंटर्नशिप योजना के लिए आवेदन करने वाले सभी उम्मीदवारों को इसका लाभ दिया जायेगा. आप इस आर्टिकल में इस योजना से सम्बंधित सभी जानकारी जैसे की पंजीकरण ,आवेदन प्रक्रिया ,पात्रता दस्तावेज़ निचे दी गयी है.

Latest Update :- UP Internship Yojana ke liye online Registration process shuru kar diya gaya hai, Sabhi candidates niche diye gaye Important Required Documents ke jariye online form bhar sakte hai. Hamne niche UP Internship Online Form bharne ka method share kiya hai.

UP Internship Yojana Required Documents

Uttar Pradesh Internship Yojana ke tahat rajya ke yuvaon ko di jane vali 2500 Rupaye ki rashi me se 1500 Rupaye ki rashi Central Government dwara di jayegi, Aur shesh 1000 Rupaye diye jayenge. UP ke CM Yogi Adityanath ne ghoshna ki hai ki UP Internship 2 Saal ke samay sima ke liye kiya jayega. Is UP Intership Yojana ke tahat 10th, 12th & Graduation yuvao ko labh diya jayega.

आपके जानकारी के लिए बता दें की इंटर्नशिप पूरा होने के बाद उत्तर प्रदेश सरकार युवाओं को नौकरी दिलाने में मदद करेगी और इसके लिए एक एचआर सेल भी बनाया जाएगा और कई अवसर प्रदान किए जाएंगे. आपको यूपी इंटर्नशिप योजना (Uttar Pradesh Internship Yojana) के लिए ऑनलाइन पंजीकरण कैसे कर सकते हैं,  आवेदन करने के लिए कौन से दस्तावेज की आवश्यकता है, इन सभी चीजों की जानकारी हमने निचे शेयर किया है.

UP Internship Yojana: Overview

योजना का नामUP Internship Yojana
किन्होने लांच किया ये योजना मुख्यमंत्री योगी आदित्यनाथ जी द्वारा
योजना टाइपराज्य सरकार की योजना
लाभ राशी2500 रुपये प्रति माह
लाभार्थीराज्य के युवा
किन युवाओ को लाभ मिलेगाकक्षा 10 वीं, 12 वीं एवं स्नातक की पढ़ाई करने वाले
आवेदन करने की तिथि शुरू कर दिया गया है

UP Internship Yojana 2021 का उद्देश्य 

Uttar Pradesh sarkar ne rajya ke yuvaon ko rojgar aur achhi shiksha pradan karne ke udeshya se Uttar Pradesh Internship Yojana (यूपी इंटर्नशिप योजना) ki shuruat kiya hai. Is yojana me registration karne vale candidates ki 1 Saal ki training, Jisme har mahine 2500 Rupaye diye jayenge.

Is yojana ka prashikshan samapt hone par sabhi yuvao ko Rojgar ke avasar pradan kiye jayenge. Uttar Pradesh sarkar is yojana ke liye online aavedan ki suvidha pradan karegi. Is UP Internship Yojana ka labh keval UP ke shikshik yuvaon ko hi pradan kiya jayega.

Required Documents for UP Internship Yojana (जरुरी दस्तावेज)

Uttar Pradesh ke sabhi interested candidates UP Internship Yojana 2021 ke liye aavedan karna chahte hai, Unke paas kuch Important Documents hona chahiye, Tabhi ve is Uttar Pradesh Internship Yojana ke liye aavedan kar sakte hai, Iski puri list niche di gayi hai :-

  1. आधार कार्ड (Aadhar Card)
  2. आवेदक कक्षा 10 वीं, 12 वीं या स्नातक प्रमाणपत्र (10th, 12th & Graduation Certificate)
  3. छात्रों का मूलनिवास प्रमाण पत्र (Resiedence Certificate)
  4. आवेदक का पासपोर्ट साइज फोटो (Passport Size Photo)
  5. आवेदक का पैन कार्ड (Pan Card)
  6. बैंक के खाते का विवरण (Bank Passbook)
  7. सभी शैक्षिक प्रमाण पत्र (Educational Certificate)

UP Internship Yojana के लिए ऑनलाइन आवेदन कैसे करें?

UP Internship Yojana ke interested candidates apne district ke najdiki Rojgar Office me jakar apna aavedan form jama kar sakte hai. Iske sath hi ve online mode me bhi UP Job Department ke website par jakar bhi यूपी इंटर्नशिप योजना (Uttar Pradesh Internship Yojana) me aavedan kar sakte hai.

यहाँ हमने उत्तर प्रदेश सरकार के इस UP Internship Yojana के बारे में जानकारी प्रदान किया है. आप ऑनलाइन उत्तर प्रदेश इंटर्नशिप योजना के लिए ऑनलाइन रजिस्ट्रेशन कर सकते है. यदि आपको अभी भी इससे सम्बंधित को सवाल पूछना है, तो आप अपना सवाल निचे कमेंट बॉक्स में पूछ सकते है.

Leave a Comment