Contents
JAC 10th Admit Card 2022 :- Hello Friends, Jharkhand Academic Council (JAC) Class 10th Annual Examination 2022 ke liye Admit Card February 2022 me jari karne vala hai. JAC 10th Admit Card 2022 online JAC’s Board ke official website @jac.jharkhand.gov.in par jari kiya jayega. Jharkhand Board ke jo bhi students Year 2022 me Class 10th Board Exam me shamil hone vale hai, Ve apna Admit card online is article me diye gaye Direct link se bhi download kar sakte hai.
JAC Board March/ April 2022 me Jharkhand Class 10th Exam ka aayojan karega. Yadi aap bhi JAC 10th Examination Form 2022 fill up kar chuke hai, To aap apna Admit Card online JAC ke official website se download kar sakte hai. Hamne is article me Jharkhand Board 10th Exam Admit Card 2022 Download karne ke bare me puri jankari share kiya hai.
Latest Update:- झारखण्ड अकेडमिक कौंसिल (JAC) कक्षा 10वीं का एडमिट कार्ड February 2022 के अंतिम सप्ताह तक अधिकारिक वेबसाइट पर अपलोड करेगा, और परीक्षा मार्च / अप्रैल 2022 तक बिभिन्न परीक्षा केन्द्रों पर आयोजित की जाएगी. परीक्षार्थी अपना प्रबेश पत्र अपने स्कूल में जाकर ऑफलाइन मोड में प्राप्त कर सकते हैं.
JAC Board 10th Admit Card 2022
Apko bata den ki Jharkhand Board har saal Class 10th Annual Exam ka aayojan karta hai, Is exam me lakho ki sankhya me students shamil hote hain. But Exam shuru karne se 15 din pahle sabhi ke liye Admit Card jaari karta hai. Kyonki Admit Card ek important document hota hai, Board Pariksha me upsthit hone bale students ke liye.
To is year bhi Class 10th Exam Form 2022 bhar chuke students ke liye Admit Card ab bahut jald uplabdh hoga. Isliye hamne yaha JAC 10th Exam Admit Card 2022 download karne ka direct link uplabdh karvaya hai. Sath hi step by step tarika bhi niche share kiya hai, Ki aap kis tarah se JAC Board Admit Card download kar sakte hain.
JAC Class 10th Admit Card 2022- Overview
Board Name | Jharkhand Academic Council (JAC) |
Examination | Class 10th Exam 2022 |
Article Category | JAC 10th Exam Admit Card 2022 |
Admit Card Release Date | February 2022 |
Admit Card Download Mode | Online |
Exam Date | March / April 2022 |
Official Website | https://jac.jharkhand.gov.in/ |
Jharkhand Board 10th Exam Admit Card 2022
Yadi aap bhi Jharkhand Board 10th Examinations me bhag lene ja rahe hain to aap apna Admit Card download kar sakte hai. Jiske liye direct link page ke last section me diya gya hai. Yaha sabse aasan tarika bhi aapko bataya gya hai jo JAC 10th Hall Ticket 2022 online download karne me madad karega.
To aaiye ab jaante hain ki kaise aap Jharkhand Board 10th Admit Card 2022 online step by step download kar sakte hain. Uske baad niche ke box me direct link bhi diya gya hai jise admit card jaari karte hi active kar diya jayega. Ise aap download karke print karwa sakte hain aur phir apne exam me upasthit ho sakte hain.
How to Download JAC 10th Admit Card 2022?
- Sabse pahle JAC ke official website par visit karen.
- https://jac.jharkhand.gov.in/
- Home page ke ‘Examination’ section se ‘Class 10th Exam Admit Card 2022’ ke option par click karen.
- Aapke screen par next page open ho jayega.
- Ab apne Courses “JAC 10th Admit Card” select karen.
- Iske baad Registration No. & Password enter karke Search Admit Card par click kar den.
- Aapka Class 10th Admit Card show ho jayega.
- Ise download karke ek printout nikal len, Kyunki Admit Card ko exam centers par lekar jana hoga.
Direct Link to Download Admit Card
Class 10th Admit Card 2022 | Download Here |
JAC Official Website | https://jac.jharkhand.gov.in/ |
Printed Details on JAC 10th Admit Card 2022
- Examination Name
- Roll No of Candidates
- Candidate’s name
- Registration Number
- Father’s Name
- College Name
- Exam Centre & Code
- Exam Date & Time
- Candidates Photograph
- Candidates Signature
Yaha hamne JAC 10th Admit Card 2022 ke bare me jankari pradan kiya hai. Hame ummid hai, Aapko yah article achhi lagi hogi. Yadi aapke paas abhi is exam se related koi saval hai, To aap apna saval hamse niche comment box me puchh sakte hai.
About Jharkhand Board (JAC)
The State of Jharkhand came into existence on 15th of November,2000. An Act to establish the Jharkhand Academic Council was enacted by the Jharkhand State Legislature and assented to by honourable Governor of the State on 26.02.2003 and notifed by the government on 04.03.2003, which is known as Jharkhand Academic Council Act 2002 .
The Jharkhand Academic Council was constituted by HRD Department Government of Jharkhand Vide Notification No. 6/V0-101/012491 dated 02-09-2003.