Contents
KVS Class 1 Merit List 2022:- Kendriye Vidyalaya Sangathan (KVS) Session (2022-22) 1st Class Admission Result & Merit List jari kar diya hai. Yadi aap KVS Admission Merit List ka wait kar rahe hain to Sangathan ne 23rd June 2022 ko apne official website KV Admission Merit List jari kiya hai, Aap is post ki madad se login credential ka upyog karke KVS 1st Std Merit List download kar sakte hain. Hamne is page par KVS 1st Class Admission Result 2022 download karne ka direct URL provide karaya hai, Jispar click karke Login Code, DOB & Mobile No. ke jariye download kar sakte hain KVS Class 1 Selection List agar aapne saphaltapurvak KVS Class 1 Admission 2022 ke liye apply kiya hai to official website par ja sakte hain link post ke last section me available hai.
Latest Update:- Kendriye Vidyalaya Sangathan 1st Class Admission Result 2022 jari kar diya hai, Merit List ke sath 23rd June ko, Aur ise download karne ke liye direct link niche provide karaya gya hai.
KVS Class 1 Admission Result 2022 (Declared)
Jo log Kendriye Vidyalaya 1st Class Admission Session 2022 ke liye last date se pahle online apply kiya hai, Aur wait kar rahe hain ki KVS Admission Merit List kab jari kiya jayega. To Sangathan ne 23rd June ko 1st Std Admission Merit List ghoshit kar diya hai official website par, Jaisa hamne upar bataya. Aur aapki suvidha ke liye is page par KVS Merit List download link provide karaya hai, Jiske through login credential ka upyog kar download kar sakte hain KVS Admission 1st List kafi aasani se.
Kendriya Vidyalaya Class 1 Merit List 2022 – Details
Name of Board | Kendriya Vidyalaya Sangathan (KVS) |
Test | 1st Std. Admission |
Academic Session | 2022 |
Result & Merit List Status | Released on 23rd June |
Download Mode | Online |
Post Category | Result |
Location | Across India |
Official Website | https://kvsangathan.nic.in/ |
KVS Admission Result 2022
To jaisa bataya gya ki KVS Class 1 Admission Results 2022 online release kar diya gya hai, Jise download karne ke liye aapko KVS ke official portal par jana hoga. KVS Admission 1 List download link niche diya gya hai. Aap us link se bataye gaye tarike ke anusar online ke madhyam se download kar sakte hain Kendriye Vidyalaya Admission Result 2022.
Saphaltapurvak aavedan kar chuke candidates abhi is page se KVS Class 1 Admission List download kar sakte hain.
How to Download KVS Class 1 Admission Result 2022?
- KENDRIYE VIDYALAYA SANGATHAN ke official website par visit karen.
- https://kvsonlineadmission.kvs.gov.in/
- Home page se “Parents are requested to click here to check lottery results” link par click karen.
- Login page opne ho jayega.
- Apna Login Code, DOB, Mobile No. Captcha enter karke Login button par click kar den.
- Ab aap KVS Class 1 Admission List download kar sakte hain.
- Aur further use ke liye KVS Merit List ka print out nikal sakte hain.
Important Link Area
KVS Class 1 Admission List 2021 | Click to Download |
Official Website | https://kvsangathan.nic.in/ |
Details Mentioned on KVS Results
- Name of Students
- Register Number
- Name of Test
- Remarks
- Centre Information
- Date
- Marks Obtained
- Minimum Marks
- Roll Number
- And Other Important Details of Students
To is tarah se KVS Class 1 Merit List 2022 Board ke official portal se download kar sakte hain aur Merit List ka printout nikal sakte hain. But agar KVS Admission List download karne me koi problems hoti hai to aap comment box ke through SMS kar sakte hain.