Sarkari Naukri

RRB NTPC Group D Exam Date 2022 (Out) | Check Railway NTPC Exam All Schedule

Contents

RRB NTPC Exam Dates | Railway Exam Date | RRB NTPC Group D Exam Date | RRB NTPC Admit Card कब जारी होगा | RRB NTPC Exam Date क्या है | Railway Group D Exam Date | RRB NTPC Exam Date | RRB NTPC Admit Card | RRB NTPC Schedule | RRB NTPC 2019 Exam Date | RRB

RRB NTPC Group D Exam Date 2022 Out:- Hello Guys, Railway Recruitment Board (RRB) ne Various Recruitment Exams 17 AUG 2022 se aayojit karne ja raha hai. RRB Isolated and Ministerial categories ka Exam 17 AUG 2022 se aayojit ki jayegi. Aur RRB NTPC, Stage 1 & RRB Group D Exam ke liye Schedule bhi jaari kar diya gya hai. Railway Board ke Chairman and CEO (Vinod Kumar Yadav) ne hal hi me RRB Non Technical Popular Category (NTPC) Exam Date ki bhi ghoshna ki hai. 35208 Post ke liye Exam 28 December 2020 se shuru hogi, Aur yah Exam March 2022 ke last week tak aayojit ki jayegi.

Railway Board RRB Level-1 Exam (Track Maintainers, Points Man and Various Level-1 Posts) ke liye next year ke April ke 1st week aur June month tak aayojit kiye jayenge. Aur jaisa hamne bataya ki Indian Railway Board ke Chairman ne RRB NTPC and Group D Recruitment Exam Date ki ghoshna pahle ki thi. Ab in sabhi Examinations ke liye Admit Card RRB ke official website par release kiya ja raha hai.

RRB GROUP D KA EXAM 17 AUG 2022 SE LIYE JAYEGA JISKA NOTICE AAP NICHE PADH SAKTE HAIN. ISKA ADMIT CARD EXAM SE EK WEEK PAHLE JAARI KIYA JAYEGA.

To yadi aapne RRB NTPC ki is Bharti ke liye aavedan kiya, Aap is post ki madad se NTPC Exam Schedule ki janch kar sakte hain. Jiske liye is post me puri jankari hindi me di gyi hai.

Railway NTPC/ Group D Exam Date 2022

Aapko bata den ki Railway Board ke dwara RRB CEN 01/2019 ke tahat nikali gyi total 1.4 Lakh Posts par bharti ke liye 2.44 Crore Application Form bhara gya tha. Agar aapne bhi is bharti ke liye Aavedan kiya hai. To is post ke madhyam se Exam Date/ Schedule ki puri details check kar sakte hain.

Railway ki is bharti ke liye aavedan karne bale sabhi Candidates ki jankari ke liye batana chahunga ki ab sabhi Candidates ka intejar khatm ho chuka hai. Railway Recruitment Board ke mutavik (RRB NTPC & Group D) Exam isi month se shuru hone ja raha hai.

RRB NTPC Group D Exam Dates 2022

Aap yaha jan len ki RRB NTPC (Guard, Office Clerk, Commercial Clerk) etc. posts ke liye total 35,208 posts shamil hai. Jisme se Level-1 ke liye 1,03,769 posts (Track Maintainer, Points man) etc. Jabki alag alag Ministerial Category (Stenographer etc.) ke total 1,663 Post shamil hai. Isme se Isolated and Ministerial Categories me 1,663 Post ke liye karib 1.03 Lakh se adhik Aavedan prapt huye hain. Aur RRB Level-1 ke 1.03 Lakh Post ke liye lagbhag 1.12 Crore Application Form bhara gya hai.
Kul milakar RRB NTPC bharti ke liye 35,000 khali Post par lagbhag 1.26 Crore Application Form bhara gya hai.

Important Date of RRB NTPC, Group D, Level-1 Recruitment

RRB NTPC Events Important Dates
RRB Isolated & Ministerial Category15 – 18 December 2020
RRB NTPC Exam28 December – March 2021
RRB Level-1 ExamApril 2021 se June 2021

RRB NTPC Group D Exam 2022 Guideline’s

  • Railway Board ke Chairman ke mutavik in Exams ke liye Railway Board Special Train Chalayega.
  • Is Saal COVID-19 Guideline’s ko lekar Special Trains chalaye jayenge.
  • Sabhi Candidates ke liye Exam Centers unke Rajya ke andar hi rakha jayega, Taki sabhi ko Exam me shamil hone ke liye kam duri tay karna pade.
  • Candidates ko COVID-19 ko dhyan me rakhte huye protocol ka palan karna hoga.
  • RRB NTPC Exam smapt hone ke baad Level-1 Exams ko aayojit ki jayegi.

Leave a Comment