Sarkari Nuakri

UP MGNREGA Recruitment 2021: रोजगार संगम यूपी Apply Online @sewayojan.up.nic.in

Contents

UP MGNREGA Recruitment 2021 :- Hello Friends, Uttar Pradesh government ne employment opportunities ko badhava dene ke liye UP MGNREGA Recruitment 2021 lekar aayi hai. UP government ne Rojgaar Sangam Portal ki shuruat kiya hai, Jiske jariye jo bhi nagrik Job ki talash kar rahe hai, Unhe us category me Job diya jayega. Is Rojgaar Sangam portal ke jariye sabhi yuva rajya me nikali gayi sabhi rojgar, naukri ki khabar apne mobile me prapt kar sakte hai. Sabhi yuva apne education aur ability ke anusar yaha job search kar sakte hai.

Uttar Pradesh me ek bahut badi sankhya me nagrik berojgari ke karna pareshan hai, Aur jald se jald ek naukri ki talash kar rahe hai, Un sabhi ko rojgaar ke avasar pradan karne ke liye UP Government ne Rojgaar Sangam Portal ko shuru kiya hai. Yaha is portal ke jariye sabhi UP ke nagrik Online Registration karene, Jiske bad yadi koi nayi Job Opportunities aati hai, To unhe is portal par inform kiya jayega.

UP MGNREGA Recruitment 2021

Jaisa ki aap sabhi jante honge ki Uttar Pradesh state me kitne berojgar yuvak hai, Is karan rojgar ki samsya dino v din badhti ja rahi hai. Abhi hal me Covid-19 ke karan berojgaro ki sankhya aur bhi jyada badh gayi hai. Inhi sab karno ko dekhte huye UP government ne “Rojgaar Sangam Portal” ki shuruat ki hai. Is portal par online registration karke sabhi yuva rojgar ke bare me latest update prapt kar sakte hai.

UP state government ne un sabhi youth ke liye “Rojgaar Sangam Registration” shuru kiya hai, Jinki padhai puri ho chuki hai aur rojgar ki talash me lagu huye hai. Aise sabhi yuva is portal par registration karke private and government sector me Rojgar ke behtar avasar prapt kar sakte hai. Yaha niche hamne Rojgaar Sangam portal par registration aur login ki puri prkriya share ki hai.

UP MGNREGA Rojgaar 2021- Overview

Portal NameRojgaar Sangam, Uttar Pradesh
Scheme NameUP MGNREGA Recruitment 2021
Scheme PurposeProviding Job opportunities
Applications invited forUP State Youth
MGNEREGA ApplicationsStarted
Scheme CategoryUP State Government
Portal Websitehttp://sewayojan.up.nic.in/

UP MGNREGA Sangam 2021 Benefits

Uttar Pradesh ke state government ke taraf se ek bahut hi vadiya Rojgaar Sagam Portal ka shuruat kiya gaya hai. UP me aise bahut se youth hai, Jo apne related job dhundne me bahut pareshan hote hai, Aise me unhke liye UP MGNREGA Sangam Recruitment lekar aati hai. Unhe is Sangam Portal par job opportunities se related update diya jayega.

Uttar Pradesh Rojgaar Sangam Scheme 2021

  • यह पोर्टल आपके द्वारा खोजी जा रही नौकरी के लिए ऑनलाइन पंजीकरण को पूरा करता है।
  • यहां आपको सरकारी नौकरी की सभी सूचनाएं मिलेंगी। चाहे वह ग्रुप ए, बी, सी या डी पोस्ट जॉब हो, इस प्रकार यहां उल्लेख किया जाएगा।
  • इसके बाद, आपको अपने मेल में संबंधित नौकरी खोजों की सूचना भी मिल जाएगी।
  • इसके बाद आप अपनी सुविधा के अनुसार इनमें आवेदन कर सकते हैं।
  • आगे आपको वहां प्राइवेट जॉब नोटिफिकेशन भी मिलेंगे।
  • अंत में, आप श्रेणी, क्षेत्र, स्थान, विभाग या वेतन संरचना के आधार पर नौकरी खोज सकते हैं।

UP MGNREGA Sangam Portal 2021- Documents

  • Email ID
  • Aadhar card
  • Educational Qualification
  • Pan card
  • Mobile number
  • Passport size photo

How To Apply For UP MGNREGA Rojgaar Sangam 2021?

Aap sabhi Uttar Pradesh ke yuva niche diye gaye steps ke madhyam se Rojgaar Sangam Portal par online registration kar sakte hai :-‘

  • Sabse pahle aap Rojgaar Portal @sewayojan.up.nic.in par visit karen.
  • Iske home page par “Are You a Job Seeker” par click kare.
  • Iske baad aap New Registration page par chale jaenge.
  • Ab yaha aap Personal Details Section, Select the District, Exchange enter karen.
  • Apna Aadhaar Number, First, Middle & Last Name enter karen.
  • Qualification Details me aap Level of Qualification, Exam Passed, Stream, Passing Year, and Add Percentage enter karen.
  • I Agree button par click karen.
  • Ab sabhi detail verify kare aur Submit Button par click karen.

Note :- यहाँ आपको ध्यान रखना है की इस रोजगार संगम पोर्टल के माध्यम से कोई भी रिक्रूटमेंट एग्जाम नहीं लिया जायेगा, यहाँ आपको इंटरव्यू के लिए जाना होगा, इसे क्लियर करने के बाद आप जॉब प्राप्त कर सके है.

Important Links For Rojgaar Portal

Apply for UP Rozgaar SangamClick Here To Apply
UP Manrega Recruitment 2021Apply Now
Official Websitehttp://sewayojan.up.nic.in/

इस तरह आप सभी उत्तर प्रदेश रोजगार संगम पोर्टल पर ऑनलाइन पंजीकरण कर सकते हैं| यहाँ हमने इस ऑफिसियल रोजगार पोर्टल के बारे मे पुरी जानकारी प्रदान की हैं| यदि आपको अभी भी इस पोर्टल से जुडी कोई जानकारी प्राप्त करनी हो तो आप अपना सवाल निचे कमेंट सेक्शन मे पूछ सकते हैं|

Leave a Comment